mera weight bhut ziada hai mai unmarried hoon koi aisa totka bata dein k yeh weight kum hojay aur mujhay kabz bhi rehta hai,mai dieting bhi karee hoo
fariha
salam,fariha mene aap ka masla para hey,jiska yeh hal hey ke aap dieting ke sath sath subo ser bhi kare aur warzish ka bhi mamool banae aur fruit khaea kare
aur kabz ka mashwara aap kisi doctar se kare.khuda hafiz.
salma
sister fariha kabz k liya ap bhut ziada SALAD khain or chiknae ki chezon sy parheaz karain. or weight lose karny ka sab sy acha tareeka ye hay k ap khany main ziada sy zaida green vegetable khain din main 12 sy 18 glass pani peyan.
hira

sallamz
mera masla ya hy ky main bohaat motihoon mera waight70kg hy our mery pirioud bhi bohaat late aty hain plz aisa kuch batain ky mera wait bhi kam ho jai our perioud bhi mharbani ho gi ALLAH HAFIZ